Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics - Khuda Haafiz 2

Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics
Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics by Jubin Nautiyal, Asees Kaur from Khuda Haafiz 2 movie featuring Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi is new Hindi song. Mithoon, Asees Kaur, Jubin Nautiyal, Keshav Anand has sung "Chaiyaan Mein Saiyaan Ki" song. Music composed by Mithoon and Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics written by Mithoon.


Chaiyan Mein Saiyan Ki song details:

Song: Chaiyaan Mein
Saiyaan Ki
Singer: Mithoon,
Asees Kaur,
Jubin Nautiyal,
Keshav Anand
Lyrics: Mithoon
Music: Mithoon
Cast: Vidyut Jammwal,
Shivaleeka Oberoi
Label: Zee Music Company

Chaiyan Mein Saiyan Ki Lyrics


Pee mohe dhun toone aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi
Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Mohe yoon hi tu rakhna ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana

Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko


Akhiyan ve akhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Sajni yoon hi tu rehna ji
Sajni yoon hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Deen ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Saiyaan ji



Chaiyan Mein Saiyan Ki Video

Related Posts