Main Ishq Mein Hoon Lyrics - Radhe Shyam

Main Ishq Mein Hoon Lyrics Radhe Shyam
Main Ishq Mein Hoon Lyrics in English from Radhe Shyam movie featuring Prabhas, Pooja Hegde is a new Hindi song. Manan Bhardwaj, Harjot Kaur has sung the song “Main Ishq Mein Hoon". Music composed by Manan Bhardwaj and Main Ishq Mein Hoon Lyrics written by Kumaar.


Main Ishq Mein Hoon song details:

Song: Main Ishq Mein Hoon
Singer: Manan Bhardwaj,
Harjot Kaur
Lyrics: Kumaar
Music: Manan Bhardwaj
Cast: Prabhas, Pooja Hegde
Label: T-Series

Main Ishq Mein Hoon Lyrics


Mujhko pata na tha
Yeh ishq hota hai kya
Mujhko pata na tha
Yeh ishq hota hai kya

Tu jo mila toh
Mila mujhko mera khuda
Tujhse yeh doori
Kyun dil mera sahe

Tu hi zaroori
Yeh dil mera kahe
Do hathon se milke
Bichhad jaaye aise
Lakeere hai kyun

Aise na kar tu khuda
Main ishq mein hoon
Aise na kar tu juda
Main ishq mein hoon

Jhuk ja zara aasmaan
Main ishq mein hoon
Hone de mujhse gunaah
Main ishq mein hoon

Aise na kar tu khuda
Main ishq mein hoon
Aise na kar tu juda
Main ishq mein hoon


Mujhko jeene ki tune hi
Toh di hai wajah
Banke hum saya mil jaana
Tu har ik jahan haan

Manzil bhi tu, tu hi safar
Saath tere rehna magar
Hathon se hath chhu ke bhi tune

Rutha kyun mera khuda
Main ishq mein hoon
Toota kyun mera jahan
Main ishq mein hoon

Jhuk ja zara aasmaan
Main ishq mein hoon
Hone de mujhse gunaah
Main ishq mein hoon

Aise na kar tu khuda
Main ishq mein hoon
Aise na kar tu juda
Main ishq mein hoon

Dil se maine bhi mangi dua
Mil jaaye mujhko bhi mera khuda
Ro raha hoon main
Sunta nahi kyun koyi khuda

Kaise karun main bayaan
Main ishq mein hoon
Kisko karun main bayaan
Main ishq mein hoon



Main Ishq Mein Hoon Video

Related Posts