Kisi Shayar Ka Dil Banke Lyrics in English by Jubin Nautiyal featuring Gurmeet Choudhary, Karishma Sharma is a latest Hindi song. Jubin Nautiyal has sung the song “Kisi Shayar Ka Dil Banke". Music composed by Rochak Kohli and Kisi Shayar Ka Dil Banke Lyrics written by Rashmi Virag.
Kisi Shayar Ka Dil Banke song details:
Song: | Barsaat Ki Dhun |
Singer: | Jubin Nautiyal |
Lyrics: | Rashmi Virag |
Music: | Rochak Kohli |
Cast: | Gurmeet Choudhary, Karishma Sharma |
Label: | T-Series |
Kisi Shayar Ka Dil Banke Lyrics
Aao ek bheegi hui si
Kahani sunata hoon
Jab aasman se boondein nahi
Mohabbat barsi thi
Barsaat ne aisi dhun chhedi
Jiske liye zindagi sadiyon tarsi thi
Kisi shayar ka dil banke
Barasti hain boondein tumpe
Kisi shayar ka dil banke
Barasti hain boondein tumpe
Nazara uff kya hota hai
Guzarti hain jab zulfon se
Door kahin ab jao na tum
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Dil mein yahi ek gham rehta hai
Sath mere tu kam rehta hai
Haan dil mein yahi ek gam rehta hai
Sath mere tu kam rehta hai
Chhod ke abhi jao na tum
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Haan dheere dheere haule haule
Bheega dengi yeh barsaatein
Ho dheere dheere haule haule
Bheega dengi yeh barsaatein
Jaane kahan phir milengi humein
Aisi mulakaatein
Sambhalun kaise main dil ko
Deewana chahe bas tum ko
Khwaishon mein hi jal raha hoon
main yahan
Woh pehli si baarish banke
Baras jao na tum humpe
Hawa ka rukh badal jaye
Mohabbat karna tum aise
Khwaab mera yeh todo na tum
Jismon pe barasti baarish
Ne rooh bigadi hai
Is mausam ki sajish ne
Yun neendein uda di hai
Wasie toh doobane ko bas
Ik boond hi kaafi hai
Socho toh zara kya hoga
Abhi raat yeh baaki hai
Sath mein reh beh jao na tum
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Bijli chamki lipat gaye hum
Baadal garja simat gaye hum
Bijli chamki lipat gaye hum
Baadal garja simat gaye hum
Hosh bhi ho jaane do gumm
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun