Baarish Ban Jaana Lyrics in English - Payal Dev, Stebin Ben

Baarish Ban Jaana Lyrics Payal Dev, Hina Khan
Baarish Ban Jaana Lyrics in English by Payal Dev, Stebin Ben featuring Hina Khan, Shaheer Sheikh is a latest Hindi song. Payal Dev, Stebin Ben has sung the song “Baarish Ban Jaana". Music composed by Payal Dev and Baarish Ban Jaana Lyrics written by Kunaal Vermaa.


Baarish Ban Jaana song details:

Song: Baarish Ban Jaana
Singer: Payal Dev, Stebin Ben
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Payal Dev
Cast: Hina Khan, Shaheer Sheikh
Label: VYRL Originals

Baarish Ban Jaana Lyrics


Meri kismaton ko
Mile haath tere
Phir se lakeerein
Dikhne lagi

Dekha tumhe to 
Aisa laga hai
Jaise ye aankhein
Dhadakne lagi

Rahein umr bhar
Tu meri main tera

Jab main baadal bann jaaun
Tum bhi baarish bann jaana
Jo kam pad jaayein saasein
Tu mera dil ban jana

Rimjhim saawan ki boondein
Tu har mausam barsana
Jo kam pad jaayein saasein
Tu mera dil ban jana

Mere labon se
Aaye kabhi bhi
Ho naam pehla tera
Meri zubaan pe

Chaahe zamaana
Mu mod le par
Har pal tu rehna mera
Bas ye dua hai 

Banaa lungi main
Ab tujhe hi khuda

Jab main baadal bann jaaun
Tum bhi baarish bann jaana
Jo kam pad jaayein saasein
Tu mera dil ban jana

Rimjhim saawan ki boondein
Tu har mausam barsana
Jo kam pad jaayein saasein
Tu mera dil ban jana

Tumein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai

Tumein baarish bada yaad karti hai


Baarish Ban Jaana Video

Related Posts