Teri Aankhon Mein Lyrics in English - Darshan Raval

Teri Aankhon Mein Lyrics Darshan Raval, Neha Kakkar
Teri Aankhon Mein Lyrics in English by Darshan Raval, Neha Kakkar featuring Divya Khosla Kumar is a Latest Hindi song. Darshan Raval & Neha Kakkar sings the song “Teri Aankhon Mein". Divya Khosla Kumar are Starring in Teri Aankhon Mein video song. Music of the song given by Manan Bhardwaj and Teri Aankhon Mein Lyrics written by Kumaar.


Song :Teri Aankhon Mein
Singer :Darshan Raval,
Neha Kakkar
Music :Manan Bhardwaj
Lyrics :Kumaar
Cast :Divya Khosla Kumar
Label :T-Series

Teri Aankhon Mein Lyrics


Haan kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de
Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de

Tu jo hai naraaz meri saansein na chalein
Maan ja tu jeena yeh aasan kar de
Tu khol mere dil ko aur lele talaashi
Koyi bhi milega na tere siwa tere siwa

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Bhar ke rakhti hoon jebein
Main main dil ki apni
Bol kitna tu maange udhar
Jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi https://lyricssawan.blogspot.com
Bol kitna tu maangega pyar

Baitha hai gussa teri naak pe aise
Thok diya tujhko maine chhod diya jaise
Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise
Nikaal na zubaan se aise marne ki baat


Pyar aisa karunga
Ke tu degi shabashi
Misaal main dunga
Apne pyar ki bada

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein
Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Tu bole na mujhe kuchh
Aur main sunti rahun
Aise pyar karte karte
Duniya ko chhod doon

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya


Teri Aankhon Mein Video

Related Posts