Teri Mitti Tribute Lyrics in English - B Praak | Jyotica Tangri (Female Version) is a Latest Hindi patriotic song, dedicated Doctors, Nurses and other frontlines workers are serving the nation in this critical condition. B Praak sings male version of Teri Mitti Tribute and Jyotica Tangri sings Teri Mitti Tribute Song female version. Music of the song given by Arko and Teri Mitti Tribute lyrics written by Manoj Muntashir.
Song Title : | Teri Mitti Tribute |
Singer : | B Praak, Jyotica Tangri (female version) |
Music : | Arko |
Lyrics : | Manoj Muntashir |
Music Label : | Zee Music Company |
Teri Mitti Tribute Song lyrics
Nanhi si hasi
Bholi si khushi
Phoolon si woh baahein bhool gaye
Jab desh ne di aawaz humein
Hum ghar ki raahein bhool gaye
Hum soye nahin kayi raaton se
Ae jaan-e-watan sau chaand bujhe
Humein neend ussi din aayegi
Jab dekhenge aabaad tujhe
Teri mitti mein mill jaawaan
Gul banke main khil jaawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon me beh jaawaan
Tere kheton me lahraawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Majboor hui jab dil ki duaa
To humne dawaa se kaam liya
Wo nabz nahin phir thamne di
Jis nabz ko humne thaam liya
Beemar hai jo kis dharm ka hai
Humse na kabhi ye bhed hua
Sarhad pe jo wardi khakhi thi
Ab uska rang safed hua
Teri mitti me mil jaawaan
Gul banke main khil jaawan
itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon me bah jaawaan
Tere kheton me lahraawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Bholi si khushi
Phoolon si woh baahein bhool gaye
Jab desh ne di aawaz humein
Hum ghar ki raahein bhool gaye
Hum soye nahin kayi raaton se
Ae jaan-e-watan sau chaand bujhe
Humein neend ussi din aayegi
Jab dekhenge aabaad tujhe
Teri mitti mein mill jaawaan
Gul banke main khil jaawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon me beh jaawaan
Tere kheton me lahraawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Majboor hui jab dil ki duaa
To humne dawaa se kaam liya
Wo nabz nahin phir thamne di
Jis nabz ko humne thaam liya
Beemar hai jo kis dharm ka hai
Humse na kabhi ye bhed hua
Sarhad pe jo wardi khakhi thi
Ab uska rang safed hua
Teri mitti me mil jaawaan
Gul banke main khil jaawan
itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon me bah jaawaan
Tere kheton me lahraawaan
Itni si hai dil ki aarzu