Yaar Badal Na Jaana Lyrics in English - Alka Yagnik

Yaar Badal Na Jaana Lyrics in English, a popular old Hindi song from the movie Talaash, is sung by the talented Udit Narayan and Alka Yagnik. The music video for the song features popular actors Akshay Kumar and Kareena Kapoor. The music for the song has been composed by the renowned Sanjeev Darshan and the lyrics have been written by the talented Sameer.

Yaar Badal Na Jaana Lyrics

In this article, you can read the lyrics of Yaar Badal Na Jaana in English from the movie Talaash, sung by Udit Narayan, Alka Yagnik and featuring Akshay Kumar, Kareena Kapoor. We have also shared song's information and and its music video in this post. So have fun reading the lyrics and enjoy the music video.


Yaar Badal Na Jaana song details:

Song:Yaar Badal Na Jaana
Movie:Talaash
Singer:Udit Narayan, Alka Yagnik
Lyrics:Sameer
Music:Sanjeev Darshan
Cast:Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Label:Venus


Yaar Badal Na Jaana Lyrics:

Armaano ke is gulshan mein
Tum aaye ho saawan ki tarha
Yaar badal na jaana mausam ki tarha
Oh mere yaar badal na jaana mausam ki tarha

Tum kya jaano mere dil mein
Tum rehti ho dhadkan ki tarha
Yaar badal na jaana mausam ki tarha
Oh mere yaar badal na jaana mausam ki tarha

Saagar ke sang laher
Kiran sooraj ke saath mein chalti hai
Shama hamesha parwane ki
Chahat mein hi jalti hai

Ho phool mein khushboo rehti hai
Aur seep mein moti rehta hai
Tera mera hoga milan
Dharti se ambar kehta hai

Mere honton pe rehna har dam
Saazon mein chhupi sargam ki tarha
Yaar badal na jaana mausam ki tarha
Oh mere yaar badal na jaana mausam ki tarha


Milke judaa ab hone se
Dil kyon darta hai khone se
Haan milke judaa ab hone se
Dil kyon darta hai khone se

Main tere saath mein ab rahoonga sada
Maine li hai kasam hai mera faisla
Aakhri saans tak hum na honge judaa
Yaar badal na jaana mausam ki tarha
Oh mere yaar badal na jaana mausam ki tarha

Tum kya jaano mere dil mein
Tum rehti ho dhadkan ki tarha
Yaar badal na jaana mausam ki tarha
Oh mere yaar badal na jaana mausam ki tarha
Sarkar badal na jaana mausam ki tarha
Dekho yaar badal na jaana mausam ki tarha



Yaar Badal Na Jaana Video


FAQs about Yaar Badal Na Jaana song:

Who is the singer of Yaar Badal Na Jaana song?

Udit Narayan, Alka Yagnik has sung Yaar Badal Na Jaana song.

Who wrote the lyrics of Yaar Badal Na Jaana song?

Sameer has written the lyrics of Yaar Badal Na Jaana song.

What movie is Yaar Badal Na Jaana song from?

Yaar Badal Na Jaana song is from Talaash movie.

Related Posts